A diaphragm has a medium failure rate. It's a soft rubber dome that fits over the cervix, blocking sperm from getting into the womb. A birth control sponge (also known as contraceptive sponge or the sponge) is a birth control method with a medium failure rate.
सीधे शब्दों में अपने साथी या किसी अन्य द्वारा अश्लील सामग्री को लोगों में बांटना या उस कंटेंट को ऑनलाइन फैलाना ही बदला लेने वाली पोर्न अर्थात् ‘रिवेंज पोर्न’की श्रेणी में आता है।
Condom alag alag sizes, styles aur shapes me aate hain. Condoms latex yani rubber, polyurethane ya lambskin (bhed ki khaal) se bante hain. Aap unhe chiknaayi ya bina chiknaayi ke bhi laga sakte hain. Kabhi kabhi unme shukraanu-naashak (spermicide) hote hain. Aap flavoured, coloured ya ribbed condom bhi le sakte hain.
Agar aapne unprotected sex (bina condom ya bina garb nirodhak/contraception ke) kiya hai toh pregnancy hone ki possibility ho sakti hai. Kaise pata kare ke aap pregnant hai ya nahi? Aur agar aap pregnant hai toh kya kar sakti hai?
Penis alag alag shapes aur sizes ke hote hai. Aur sabhi alag alag dikhte hai - straight (seedha) , curved (tedha), long (lamba) thick (mota), thin (atla), khatna (circumsized) kiya hua aur bina khatna ke (uncircumcised). Inme se koi kisi se better ya bekaar nahi hota. Penis kisi ek taraf jhuka bhi ho sakta hai.